Magic of eyes.. kbhi feel kia h?
Aj tk filmo me suna tha ki kya hota h aakho me doob jana
Socha ye sb to hai sirf kisse kahania, naa hi hoga doobna aur naa hi jootha bahana.
Ek ldki thodi psnd ayi , uske sath khilayali duniya sajai,
Gya tha mai to bs bhgwan ke ghr uske sath, unhone to meri kashti hi dubai
Ek dhoop ki kiran ne chua uski aakho ko
Mai aise khoya ke shbd na mile vo khubsurati jatane ko, Vo aakhein thi ya khuda ka koi karishma ,ye sawal mai raha puchta apne dil ko,
Fir smjha kise kehte h -x2
aakho me doob jane ko, aur kisi se pyar kr jane ko.