Articles bhi shayar bn jate h kabhi kabhi.. comments me btao kaisi hai
Zindagi mein sirf pyaar kiya, kabhi wapas paya nahi , Dhoondhne ka socha nahi, kyunki khud ko kisi ke pyar ke kaabil samjha nahi.
Ek din apne aap ko phir se paa liya pyaar mein , Raatien hui lambi, bas uski yaad mein.
Kuch lamhe bitaye sath, muskurayi woh,
Aisa laga, kya main bhi kaabil hu kisi ke pyar ke?
Phir ek din gum hui vo jaise kabhi kuch ham the hi nahi.
Dhoondhna chaha bhi nahi- x2
kyunki kisi ke pyar ke kaabil kabhi tha hi nahi.